Alexa Rank Kiya Hai aur Kaise Badhaye

Alexa Rank Kiya Hai aur Kaise Badhaye

Alexa Rank Kiya Hai aur Kaise Badhaye

Sayed  aap jante ho ki yea Alexa Rank kia hai? Kyuki yadi aap blogging field se ho toh jarur se aap alexa rank kiya hota hai, kaise kaam karta hai aur yea kyu jaruri hoti hai ke bishaye me jante honge. Wahi agar nahi tab aaj ka yah article bahut information hone wala hai. Pratik blogger jante hain kaise hua apne website ki Alexa Ranking kaise badhaye?  Kyunki yaha ek mahatvapurna hai jisse ki visitor ko apne blog ke taraf akarshit kiya ja sakta hai aur saath mein ya readers ko ya jankari bhi pradan karta hai ki aap ka blog professional blog hai.


Wahi agar apki alexa rank hai tab yea apko blog traffic aur jyada improve karne me bhi madad karta hai. Wahi agar apki achhi alexa rank ho tab mumkin hai ki dusre blogger bhi apko blog ki link (reference ke taur par) list kare, eska matlab ki apko achhe quality backlinks bhi mil jayegi apne blog me niched domains se. Yahan aaj is article, alexa rank kya hai aur ise kaise improve karen mein, hum aapko yeh sikhayenge ki kaise apne blog ki Alexa Rank ko improve kar sakte hain.


Wahi agar aap ek new blogger hai tab is article ko padhne ke baad aapko alexa rank ke vishay mein basic jankari jaroor prapt ho jayegi jo ki aap ko apne blog ke ranking ko badhane mein madad karne wali hai. To fir bina deri kiye chaliye shuru karte hain.


Alexa rank kya hai (what is alexa rank in hindi)

Alexa rank aapke site ki yah so karti hai ki aap ke site kitni popular hai dusre sites ke muqabla internet par.  Ye aap ki site ki  position ko bhi so karti hai dusre website ke related mein. Alexa rank ek measure  hota hai website popularity ki.  Yah rank karta hai hi kareeb millions ki website hua bhi unke popularity ke aadhar par, matlab ki jiski alexa rank ek ho wah sabse jyada popular hoti hai

Alexa rank yaha bhi reveal karti hai ki ki kaise ek website perform kar rahi hai bakiyo ke muqable, joki ise ek great kpi banati hai benchmarking aur competitive analysis ke liye. Alexa rank or calculate kiya jata hai ek property  methodology ka istemal kar jo ki combine karti hai ek site key estimated traffic aur visitor engagement wo bhi past 3 month ke aadhar par

Traffic or engagement ko instrument kiya jata hai global panel mein logon ke browsing behaviour ko dekh kar, jo ki 1 sample hota hai aur internet user ke liye.


Note:

Chuki yah measure karta hai apki site ki position ko dusre seites ki relevent me, eseliyea apki site ki rank kewal uss site par nirbhar nahi karti balki website ke traffic me changes par nirvar karta hai.

Yahi karan hai ki kyon no aap ki site rank kam hone lagti hai jab aap ke side mein achi khasi traffic a rahi ho tab bhi

Alexa Ka Istamal

Alexa ko shuru kiya gaya tha 1996 me, yah ek calofornia-based subsidiary company hai amazon.com ki (seese acquried kiya gaya amazon ke dwara 1999 me)  jo ki is samay specialize ki thi commercial web traffic data pradhan karne mein jise ki woh jyada karti hai alag alag toolbaar aur  browser extension ki madad se.

Kuch alexa ki sabse mahatvapurna previous activities hai jisme in aise data basis the aur ki serve karte thea  basic ki  tor par jisse ki ek wayback machine ko banaya ja sake aur ab insearch facilities ko banana band kar diya gaya hai. Wahi abhi ki inki  yeah alexa rank:  yeah ek aisi matric hai jo ki rank karti hai website ko unke popularity ke order mein ya kaise uss website mein last 3 mahine mein perform kiya hai.



Kya Alexa Rank Ko improve karna Haruri Hai

Ji haan alexa rank ko improve karna bahut hi jyada important hai kisi bhi block ke liye. Agar aap ek blogger hain tab ja bahut hi jyada jaruri hai ki aap apne website ki Alexa Rank ko incube karne ki koshish kare


Aisa isliye kyunki yah behtar authority pradhan karta hai advertiser aur reader ke man mein ek accha impression banta hai saath mein ya aap ki revenue ko badhane mein bhi madad karta hai.


jyadatar readers pahale aapka blog ka Alexa Rank check karte hain aur yadi unhe sahi laga kabhi jyada karwa aapke content ko padhate hain aur block ko follow karna start karte hain. Kuch toh kewal backlink ke liye hi comment karte hain aur jo ki bad mein aapke page rank ko improve karne mein madad karti hai.




Alexa Rank Kaise Check Karen

Alexa Rank check karne ke liye aap directly alexa.com ja sakte hain. Wahi page ke top right side main aapko ek search bar dikhai padega.


Yahan aap ko apni website url ko internet karna hota hai aur click karen find button par. Yeah aap ke blog ke sabhi data ko so kar deta hai hi aur sath hi main aapke rank ko bhi.




Alexa  Traffic Rank Ko Lekar 6 Aaise Myths JInhe Hum Vishwas Karte Hain

Logo ke baton ko kaun bhala rok sakta hai. Unhe tu bus chij chahiye jiske upar hua baten banana pasand kar sake. Alexa traffic rank ko lekar bhi logo ke ki bike bahut se a myths hai. Bahut se loog in in myths ko sach bhi mante hain. Alexa ki Ranking system 1988 mein pehli baar introduced hui thi. Bas aur kya tha aise lekar bhi bahut se myths kiske eirdgirad banana shuru ho gaya tha.



Myths #1:  Alexa keval traffic inhi logon ki nazar karta hai jinhone alexa toolbar ko install kiya hua hai apne browser mein.


Ya sahi nahi hai.  Alexa ki measurement panel best hoti hai hi ek bahut hi budi aur divers set ki browser extension aur plugins ke upar ya Alexa toolbar aur browser extension mein se ek hai jisme inki alexa data hota hai.

Wohi jainsite mein alexa certify code hee install hoti hai, alexa directly wahan se traffic measure kar leta hai aur aur unke website ke all visitor  fir chahe aey unke paas ek browser extension install ho ya na ho.




Myths #2: Alexa Kewal measure karta hai internet marketers aur site owner ko hee

Yah pahle se myths  se sambandhit hai. Jo ki sahi nahi hai. Alexa ki traffic panel based hoti hai un logo ke upar jo ki 25,000 se bhi jyada alag alag browser extension ka istemal karte hai jo ki ek wide audience ko apeel karti hai.



Myths #3: Claming my site karne se yea rank affect karti hai.

Site ko  claim karne se iska ranking ke upar koi bhi effect nahin hoti hai aur saath mein aapko apne site ko bus isliye claim nahi karna chahiye ki aapke site ke ranking ko bhi fark padta hai.


Waise claiming your site or is se aap apne site ki description aur contact information of to date rakh sakte hain jisse aap bhi koi potential business opportunities miss nahi hogi kyunki alexa ko prati mahine kareeb 10 crores se bhi jyada loog visit karte hain.



Myths #4:  alexa widget ko install karne se rank improve hoti hai


Nahin, Yeah Alexa rank visit keval aapko allow karti hai aapke site rank or promote karne ke liye aapke visitor ke saath. Is widget ka istemal site ke traffic ko measure karne ke liye ye kiya jata hai.



Myths #5:  agar meri site ki traffic upar chali gaye ek particular din mein, tab mere ranking bhi automatically behtar ho jayegi.

Yeh zaroori nahi hai, yeah global alexa rank pratidin update hoti rahti hai lekin yaha main roop se aadharit hoti hai aap ke site par aane wale traffic visitor's ko bhi last 3 mahine ke.

Aise mein ek din ka traffic bas ek chhota sa hissa hota hai nirdharit karne ke liye ki website ki rank kaise lagegi.  Saath mein aapke site ki ranking relative hoti hai dusre side ke upar isliye dusre website ke traffic mein koi bhi badlav ka aapke site ke ranking par asar jarur padta hai.



Myths #6:  agar hum alexa ko pay kare tab hamara rank behtar ho sakta hai.

Bilkul nahin. Yeh sach baat hai ki alag marketing stack aap ko madad kar sakti hai aise opportunities ko discover karne ke liye jis se a key aapke website ko jyada traffic aa sake, jo bad main aapke liye behtar rank pradan kar sakta hai.


Alexa Rank Hindi Mai

Mujhe asha hai ki main aap logo ko alexa rank kya hai ke bare mein puri jankari de aur asha karta hoon aap logo ko alexa rank kaise improve kare ke bare mein samajh aa gaya hoga. Yadi aap ke man mein is article ko lekar koi bhi doubt hai ya aap chahte hain ki isme kuch sudhar hona chahie tab iske liye aap neeche comment likh sakte hain.

Aap inhi vicharo se hamein kuch sikhane aur sudharne ka mauka milega.

Yadi aapko meri ya post alexa rank ke bare mein accha laga aur yadi kuch sikhane ko mila ho tab apni e prasannata aur kuch inteson darshan ke liye kripya is post ko social network jaise ki facebook google aur twitter mein share jarur kijiyega.


Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading


Post a Comment

0 Comments