Blog Post Publish Kaise Kare
Kaise Banaye Apna Pehla Droped Aur Apne Antim Shabdon Ki Aur Kaise Bandhe
Yeah dhyan dene ki agar aap ko ek bahut hi behtar content taiyar karna hai jo ki aapke readers valuable ho iske saath agar aap popular bhi banna chahte ho to you tab bhi. Lekin iske liye aapke paas dur drishti ka hona bahut jaruri hai. Apna pehla draught sahi tarike se likhna itna aasan nahin hai.
Iske liye aapko samay dena hoga. Ek research se paya gaya hai ki ek acche article ke liye kam se kam 68 ghanta ki jarurat padti hai tabhi jakar usme viral hone ki chamta hoti hai. Aur agar apne aap na dropped bana liya hai tab aapko kuch cheezon ka khaas khayal rakhna padega, jiske bare mein hum aage janenge.
Yahan par diye gaye cheezon ka thoda acche se check kijiye:
1. Apne article ko proofread karen: apne article ko yatha sambhav grammar mistake free rakhen aur spelling ki galtiyo ko bhi dur karen. Kyunki ek chhota sa spelling mistake aapki online reputation ko kharab kar sakta hai. Jyadatar editors jaise ki ms word bahut hi accha kaam karta hai aapko auto suggesting karke a spelling mistake aur grammatical errorsko dur kar sakta hai. Lekin fir bhi rinki kuch khamiyan hai jo ki dusre ped software jaise ki grammarly jo ki chote se chhota galti bhi dhoond lete hain.
2. Jaise ki maine pahle kaha hai ki aap ko ek professional grammar check kar jaise ki grammar ali e ka pura istemal karna chahie iske bahut se fayde hain jaise ki ek accha grammatical errors director hai. Yah plagarism bhi e pakad leta hai iske sath ja human proofreading service bhi pradan karta hai.
3. Aap blogging se sambandhit na rakhte hue logon ko puch sakte hain: yeah aksar hota hai ki jab hum is blogging industry a kay ae sath jude jaate hain tab hum apne hi galtiyo ko dekh nahi paate hain aur andekha karte hain.
Lekin agar koi dusre readers' ko bhi e blogging se sambandhit na ho use article ko padta hai tab unhe aapke article mein sthit sare galtiyan aasani se dikh jati hai, iske sath yadi aapke article tone bhi thik na ho tab va bhi maloom chal jata hai hi. Hi hai isliye aap is chij ka accha fayda utha sakte hain.
SEO Abb Tak Khatam Nahi Hua Hai Na Hee Keyword Targeting
Aap bahut bade brand ho sakte hain. Aap ke product logo ke liye bahut helpful ho sakta hai lekin jab baat aapke block ki aati hai tab aapko kuch keyword ko target karna padega jisse ki aap block par hamesha search traffic aarti rahe. Hi log apne search se hi aapke block ko aate rahenge.
Ya baat ki khas dhyan dain ki yah organic traffic hi hai jo ki aapke brand value ko baadati hai kyunki agar aap ke product ke bare mein logon search engine se related product ke bare mein search karke aaye tab aapke brand ki visibility aur bhi badh jati hai.
Isiliye agar aapke blog par aapne kuch keyboard ko target kar diya hoga tab log automatically aapke plot par search result se aane lagenge. Aise bahut se acche brand hai jo ki seo ko jyada dhyan nahin dete hain a jiske chalte unhe bhari nuksan bhi uthana padta hai.
Article par relevant link add karen
Aapne blog post par jaruri link ko add karna bahut essential hai. Hi yeah aise baat hai jaise ki aparichit jagah mein kisi khoye hue aadmi ko communication facility pradan karna. Ese unhe disha mil jata hai. vaise hee research bots ko aapke article mein communicate karne mein asani hoti hai.
A) Internal linking
Yeah aise link ko kaha jata hai jo ki ek website mein ek page se dusre page ko connect karte hain hyperlink ki madad se yahan par dono domain( source aur target) saman hote hain.
Internal linking ka kaam hai ki seo juice ka post ko pass karna aur nayi post ko aasani se rank karana. Yeah reader's ko acche additional page ke relevant information pradan kar block ki bounce rate ko kam karte hain. Internal linking aapke blog mein seo friendly backlink caterer kaam karta hai.
B) External linking
Only ko kaha jata hai jahan ki 2 webpage jokey separate block ke hote hain unhe aapas mein connect kiya jata hai. Hi nahi padh on insource domain aur target 2 main alag hote hain external link aapko madad karta hai apne post mein relevant information ke vishay mein jankari dene ke liye. Iske sath ise aapke content ki relevancy kaafi badh jati hai search bots k najron mein kyuki unhe aapke post mein achha content najar aata hai
Example ke tor main agar aapko article olympics ke vishay mein article likh rahe hain wohi aapne ek bhi link aapke official site ke taraf nahi diya hai tab to aapke article ko irrelevant considered kiya jata hai.
Image Optimisation Ko Sahi Tarike Se Karna
Wah khate hain na ki ek akarshak chitra hazaro shabdon ko bayan kar deta hai. Thik waise hi blogging main bhi image bahut sare seo factors ke liye ye important hota hai. Hi yaad ayi images ko acche tarike se optimise kar diya gaya tab hua aapne saath bahut jyada traffic la sakte hain.
Iske sath image aapke brands car symbol bhi ban jata hai agar use sahi tarike se istemal kiya gaya tab. Aur to aur images jyadatar logo ko unhe share karne ke liye promote karte hain social media par, yeah aap ke blog ki publicity ke liye bahut jaroori hai
- Koshish kare ki apne blockpost mein kam se kam ek image jarur insert karen.
- Aap ke images mein sahi tarike se alt tags ka hona bahut jaroori hai. Alt tags hi aise word aur description ko kaha jata hai jo ki votes ko allow karta hai use image ko samajhne ke liye unko ja maloom padta hai ki wahi hua image hai kis bare mein hai.
- Apne image ka title name ko change kar ek behtar naam pradan karen.
- Aise image add karen joki aapke brand ka pradarshit kar raha ho. Aisa karne ke liye bahut sari free sites aur tools ka bhi istemal kar sakte hain.
Aapke Search Engine Meta Tag Ko Jarur Check Karen
Aapka meta-data hota hai aapke ad copy ke tarah. Isiliye aapko yah khas khyal rakhna padega ki aap jo bhi content apne meta-data mein likh rahe hain vah puri tarah se sahi hona chahie. Isliye aapke metadata ko under 155 characters aur aapke post title under 55 character rakhne ki koshish karen.
Isase jyada aap aasani se ja sakte hain lekin yah search result mein display nahin hoga. Aap wordpress SEO plugin ka istemal apne blog post ko optimise karne ke liye kar sakte hain.
Apne Post Ko Social Share Ke Liye Optimise Karen
Yah to ham sab jante hain ki social sher hamare post ki reach ko kafi had tak badha dega iske liye aapko apne post ko optimise karna hoga jisse jyada se jyada audience aapke post ko social share karenge. Dhyan rahe ki sabhi blogger ke liye social media study ji ko execute karna aana chhyea.
- Apni post ke beginning aur ending mein share button ko jarur add karna chhyea.
- Agar aap lambe content likhna pasand karte hain tab aapko flirting social sher bar aapki post main jaroor add karna chahiye. Isme mobile reader ke liye social share button bhi hai.
- Apne block mein metadata ko twitter aur facebook ke hisab se optimise karna chahie iske saath aapko twitter card bhi add karna chahiye jisse aapka twitter audience bhi kafi badh jayega.
- Aap automatic publishing tool ka bhi istemal kar sakte hain jo ki aapki post ko schedule kar degi jis se aap apne busy schedule mein asani se apne audience ke sath batchit kar sakte hain
Bonus tips: agar aap ek content marketer hai, tab to apko apne blog post me ek 3 minute logn video ko include karna chhyea kyuki apki content ki readers badh jayegi
Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading
0 Comments