Blogging Ke Liye Quora Ka Use Karne Ke Fayde
Quora ek question answer website hai, jispa community ke logo apne paksh logon ke samarthak ke samaksh, unke ke uttar pa sakte hain aur apne uttar dusron ko de sakte hai, ke uttar hetu prakashit kar sakte hain. Aaj Ham ess artical mein janenge ki blogger quora ko apne blog ya website ke fayde ke liye kaise use kar sakte hain.
Quora ke khud ke shabdon mein, Quora gyan hasil karne aur saja karne ke liye ek jagah hai yahan aap poochhne aur unn logo se judne ke liye manch hai. Jo adhikrut aur gunvatta ke uttar mein sadhan karte hain. Yah log ko ek dusre se sikhane aur duniya ko behtar dhang se samajhne ke liye sashakt banata hai.
Quora pichhle kuchh varshon mein duniya bhar mein ek bahut hi popularity platform ban gaya hai. US ka rank aur India ka rank check kar sakte hain, jo ki bahut hi jyada hai esse quora ki popularity spasht hoti hai. Quora Google mein bahut se keyword per top position per rank hai. Quora adhiktar traffic Google aur anya search engine se aata hai. yani ki iska jyadatar traffic organic hai.
Aap dekh sakte hain ki keval India mein Quora ki Google se 41 million visitor daily hasil karne ki ability hai. Aap iske backlink ka number bhi dekh sakte hain jo ki iski ki hai search engine ranking ka ek major reason hai. Iske sath hi hi keval India mein hee yah site 28,91,000+ keywords par ranked hai.
To yah to hogai Quora ki traffic aur popularity ki baat ki baat. Chaliye ab jante hain ki yadi aap blogger ya webmaster hain, to aapko 12 ko apne fayde ke liye kaise use kar sakte hain.
Quora Ko Use Karne Se As A Blogger Aap Kaise Fayde Me Reh sakte hain.
Quora bloggers ke liye ek bahut hi badhiya content platform uvar kar aata hai. Quora per bahut se questions roj log puchte hain. Apko unmense questions ko chunkar bus unka uttar dena hai. hi aisa karke aap apni site ki ranking ko improve kar sakte hain. Sunane mein kam bahut aasan lagta hai.
Actually yah kam aasan hai bhi, lekin aap ko kin questions ka answer dena hai hi kis prakar dena hai aur kya-kya chijon ko Maan mein rakhna hai. Yah sari chijen hi matter karti hain ki aap sab log iska fayda utha sakte hain ya nahin. Yah chijen Ham jald hi jante hain lekin pahle main blogger iske benefit ko spasht kar deta hun. Jaisa ki aap log jante Hain hi honge ki kisi bhi site ki SEO 2 parts me devide kar sakte hai.namely,on-page SEO aur OFF-Page SEO.
Quora basically apki help apki site ki off page seo ke ruph me kar sakta hai. Off page SEO me further Quora se aap do prakaar ke benifits hasil kar sakte hai.
Backlinks:- Backlink-Building ab page ka sabse bada part hai. Quora per aap jab bhi kisi prashn ka uttar dete hain, to aap usmein apne kisi related river island aur useful post ka link de sakte hain. lekin yad rakhen, link keval tabhi den, yadi oral cancer mein uski koi usefulness. Faltu mein spamming mat Karen. uska koi fayda nahin hoga aisa useful article khel inko quora ke answer mein dene se a aapko a basic ke liye apni website ya blog ke liye Quora se ek backlink mil raha hai jiski bahut hi jyada value hai.
Domain Authority Kya Hai Aur Apni Website Ki Domain Authority Kaise Badhaen
Backlink jitni badi website, jiski domain authority bahut jyada hoti hai se mile utani hi aapki importance aur value jyada hoti hai. MOZ ke according iski domain authority 89 hai, jo ki bahut jyada hai aise mein yadi aapko kunwara mein alag alag page ke backlink milta hai, to ise aapki site ya blog ki ranking bhi improve hogi.
Referral Traffic
Quora ko use karne ka dusra bahut bada benefit hai. To jaise ki aap jante hain ki poore ke bahut hi jyada hai traffic wali website hai, kisi dusri website ya block ko referral traffic send karne ki ability bhi iski utani hi jyada hai hi jaise ki upar mein bataya ki aap answer mein apni site ya blog ke useful, related aur revenant artical ke hyperlink include kar sakte hain. Jab kisi popular questions per aapka answer kora mein top per hogi aur aapka link bhi bich mein hoga, to bahut se log use link ko click karke, Apke blogger website par redirect honge, aise mein aap apne blogger website per bahut sara referral quora se hasil kar payenge, ab jyada traffic ke direct benefit to aap jante hi hain.
Branding Aur Identity
Quora per question poochhne aur unka uttar dene ke liye, aapko is per apna account banana hota hai. Ab account mein aapki identity aapke naam, apne photo, aapke area aur interested ya qualification se hota hai. Jab bhi aap Koi questions post karenge ya fir uska answer denge to usmein aapki identity mention ki jaati hai.
Blogger Ke Liye Quora Ko Use Karne Ke Fayde 3
Yadi aap bahut sari questions ka answer dete hain aur aapke answer se bahut sare logo ki help bhi hote hain to aapki overal popularity aur uniqueness badhati hai. Aise mein yadi aapke blogger website ek brand hai aur aap apne brand ke roop mein kohra per apni ek alag identity establish kar sakte hain aur is tarah aap apni ek khud ki authority banaa sakte hain.
Quora Ko Use Karne Ke Liye Kuchh Important Tips
Last mein aapke sath kuchh useful tips share karna chahunga joki Quora ke sandrbh mein aapke liye faydemand sabit ho sakta hai.
1. Apni site ki niche se a sambandh rakhne wale related questions ke answer dene ko priority de example ke liye de aapka blog digital marketing ke bare mein hai, toh digital marketing mein sambandhit logon ne Quora per jo prashn pooche hain unka uttar de aur un answer mein apni site ke related aur revalent article ke link de.
2. Aise prashn ke uttar den jo prathmikta de, jin per koi answer na ho ya fir kam answer ho.
3. Bhavishya mein viral ho sakne wale questions create karen ya answer karen
4. Answer mein faltu ke ling kiya fir is irrelevant link kabhi bhi add mat karen.
5. Apka answer question ke hisab se useful hona chahie.
6. Han answer mein image ka prayog Karen.
Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post Blogging Ke Liye Quora Ka Use Kaise Kare In Hindi aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen.
Thanks For Reading
0 Comments