Bounce Rate Kya Hai Aur Esse Kaise Kam Karen Full Info In Hindi

Bounce Rate Kya Hai Aur Esse Kaise Kam Karen

Bounce Rate Kya Hai Aur Esse Kaise Kam Karen


Is article ko padhna unn sabhi ke liye jaruri hoga joki apna ek blog yah ek website chalate hain. Kyunki aaj ham log blogging  mein aane wale aur SEO ke ek  important factor ki baat karne ja rahe hain, Jo hai,  bounce rate.

Ess article mein janenge ki yah kya hota hai aur aap ise badhiya traffic prapt karne ke liye aur apne blog se badhiya income karne ke liye kam se kam kaise kar sakte hain. chaliye sabse pahle jaldi se jaan lete hain ki bounce rate kya hota hai.



Bounce Rate Kya Hota Hai?

Ya kisi particular website per unn visitor ki percentage hoti hai jo ki use site ka koi bhi ek page dekhne ke baad aur site ko leave kar jate hain.  Dusre shabdon mein kahen, to yah unn logon ki percentage hoti hai hi joki ki aap ki site per ek bar mein keval ek hi page ko dekhte hi aur kahin aur chale jaate hain.


Jaise main example leta hun ki hamari site ka bounce rate 50% hai, hai iska arth yah hua ki hamari site ko visit karne wale total number of visitor mein se 50% visitors aise hi din hona hamari site per keval koi ek page hi open kiya tha.


Ab aap khud hi sochiye, jis website ka bounce rate sabse kam hoga, utani hi badhiya hoga.
Agar ham ideal bounce rate ki baat karen, tu Wah 10% se kam hota hai. Bounce rate prapt karne wale site lakhon mein se koi ek hota hai. 90% se jyada bounce rate ka arth hai ki aap ki site per logon ka interest nahin hai. Aam Tor par medium level website ka bounce rate 40 se 80% ke bich mein hota hai.



Alag alag tarah ki websites ke liye bounce rate ke aakde kuch ess prakaar ke hain:

1. Content wali website 40 to 60%.
2. Lead generate karne wali website30 to 50%.
3. Blog 70 to 98 percent.
4. Retail karobar karne wali websites 22 to 40%.
5. Koi service provide karne wali websites 10 to 30%.
6. Landing pages 70 to 90%.


Ek baat to maine pahle hi clear kar di hai, bounce rate jitna kam ho utna badhiya hota hai. to har ek blogger aur webmaster ka goal bounce rate ko kam se kam karne ka hona chahie. Abb bounce rate ko kam karne ke tarike  ke bare mein main bhi jaldi se jaan lete hain.


Bounce Rate Ko Kam Kaise Karen?

Waise to yadi Google per search karenge ki bounsweet ko kam kaise karen to aapko alag alag website alag alag tarike batayegi.

Main research ke dauran paya ki kuchh websites toh tarike badhane ki jagah faltu mein dusre topic ko add karke article ki baas length hee Bada rahi thi. Esse Karan se main apni complete search ko compail karke aur mere personal judgement ke taur per aapke liye bounce rate ko kam karne ke best tarike niche diye hain, aur wah bhi sankshep mein.



1.  Sahi Visitor's Ko Attract Kijiye

Aap ka goal aap ki website per jyada se jyada visitor prapt karne ka nahin balki targeted visitor prapt karne ka hona chahie.

Ab aap khud sochiye ki koi games pasand karne wala person, science aur radio website ko thodi kholna chahega. isliye apni website per keval unn logon ko laane ki koshish kijiye jo ki aapke eh niche mein interested ho.


  • Iske liye aap apne content ke liye sahi keyword ka chunav kijiye.
  • Ye apni website Kiya block per bahut sare unique content ke sath multiple pages ko create kijiye.
  • Search engine mein show hone ke liye badiya meta description aur title dijiye.
  • Aap jyada targeted traffic exposure ke liye advertising ka Sahara bhi le sakte hain



2. Usability Ko Badhiya  Banaaiye

Koi bhi person aisi website kholna nahin chahega jo ki dekhne mein achcha na ho ya fir jismein alag alag page ko browse karne ka experience achcha na ho. Iske alava jis bhi site ki navigation achha nahin hota hai, logo ko usse browser aur surf karne mein kafi dikkat hota. Aapko aisa kuch karna hoga ki aap ki site per reader ko aana aur browse karna mein achcha lage.

Badhiya fonts ka chunav kijiye aur apne text ke size ko itna na jarur rakhiye ki vah aasani se padhne ka yogya ho.




3. Bahut Jyada Bright Aur Bahut Jyada Light Colour Ka Prayog Na Kijiye

Apni site ki theme mein colour aur dusri visual chijon ka combination kuchh aisa rakhe gi logon ko achcha Lage aur vah aapki site per blouse karna chahe.

Ess baat ko nishchit kijiye ki hath ki website responsive ho aur har ek tarah ke display aur device per badhiya tarike se khule. Apni site ko mobile friendly rakhna bahut hi jyada jaruri hai kyunki aajkal mobile traffic desktop traffic se jyada hota hai.



4. Page Load Time Ko Kam Se Kam Kijiye

Page load time kisi bhi website ke liye ek bahut hi jyada important factor hai. Eske alaba search engine mein higher rank karne ke liye aapki website ka loading time kam se kam hona chahie kyunki yah ek SEO important factor bhi hai.



5.  Quality Content Be Provide Kijiye

Quality content provide karna kisi bhi website ki reputation se juda hota hai. Quality content ke sath hee aap apni website ka user base banaa sakte hain aur long-term mein apni website ko successful run kar sakte hain

Esse sambandh mein kuch tips niche diye ye gaye hain aur unke bad reference ke liye hamare kuchh useful article ke link bhi diye gaye hain.


1. Apki website har ek page ka apna ek unique motive hona chahie.

2. Apko apke content mein throughout proper heading aur subheading ko use karna chahie.

3. Content main particular niche ke reader ko hi targeted Karen aur iske a liye niche specific keyword ka hi use Karen.

4. Apne content ko error free karen.

5. Apne content nahi throughout media ka bhi proper use, karen jaise ki images aur videos.




Mujhe bataiye yadi aapke is post se a sambandhit koi bhi prashn aapke man mein hai?

Hamare post ko prati  apni e prasannata aur  utsukta darshan ke liye kripya is post ko social network jaise ki Facebook, Google plus, aur  Twitter per share kijiye.

Aise hi aur information post  padhte rahane ke liye aur naye block post ke bare mein notification prapt karne ke liye  hamare blog se jude rahe

Post a Comment

0 Comments