FaceApp Kiya Hai Face App Kaise Download Kare

FaceApp Kiya Hai?

FaceApp Kiya Hai Face App Kaise Download Kare


Faceapp challange kiya hai? Kiya apne haal me hee apne future face social media me share hote dekha hai? Yadi haa tab to apko yea jarur ashchariya hoga ki kaise koi apke future ka photo avi ke samaye me la sakta hai. 

Lekin esme aschariya hone ki koi bhi jarurat nahi hai kyuki haal filhaal ek app hai jo ki apko ashani se budha aur budha byakti ko jawan bana sakta hai. Ji haa dosto me jiss smartphone app jikr kar raha hu wo aur koi nahi balki faceapp hai.


Konsa app apke chare ko budha bana sakta hai?

Faceapp ek free app hai apke iphone aur android ke liye jo ki artificial intelligence ka istamal karte huwe digitally apke photos ko badal sakta hai jo ki asme upload ki jati hai.

Faceapp abhi ke samaye me bahut hii jyada viral ho gayi hai eske unique features ke wajah se. Wahi yea app artificial intelligence ka varpur estemal karta hai. Yadi aap bhi apne khali samaye me kuch enjoy karna chahata hai tab faceapp in hindi apke bhejkar majak bhi kar sakte hai. Sabse badhiya baat ki ess app ko estemal karne ke apke koi bhi paise nahi dene padhte hai. Eseliyea yah app avi  ke samaye me number one par mohjud hai. Karib 121 countries me.

Kewal android hee nahi balki ios main bhi iska demand kuch kaam nahi hai.  Jaha is app ko lekar kuch kaunse and youth kadewe hain jiske bare mein hum aage jane wale hain isiliye badhti popularity ko dekht huwe  aur security concern ke liye maine socha ki kyon na aap logo ko faceApp kya hai aur iske istemal karna kitna sahi hai , isi vishay mein  main puri jankari pradan ki jaaye jisse ki aapko bhi is application se sambandhit sab kuch pata chal sake to bina deri kiye chaliye shuru karte hain.

FaceApp Download Kaise Kare

Aap Chahe to aasani se faceapp ko apni Kisi bhi operating-system Chahe Android ya iOS platform Ke Liye download kar sakte hain.

Download karne ke liye directly Unki official download platform  se se kar sakte hain


Ess app Ko download karna bilkul hi Aasan hai jaise ki aap dusre app Ko download karte ho  aapko appstore app playstore mein jakar bus anman faceapp type karna Hota Hai, turant hi aapke Samne use App Ka link prakat ho jayega.



Faceapp kis desh ka hai aur kab banaya gaya tha?

Yeah faceapp 1 russian develop hai jise ki wahi russia mein banaya gaya hai.  Esse 2017 mein banaya gaya tha. Iska istemal kar aap ek jawan ladki ke shakal ko budha aur aur budhe (Old) ke shakal ko jawan bana sakte hain.

Iske alawa bhi aap chahe to kisi ka bhi link parivartan  kar sakte hain unke dp ka itna hi nahin kisi ke chehre mein hasi bhi la sakte hain aur unke makeup ko badal bhi sakte hain apne hisab se.



Kya faceapp mein filter hote hain aur yadi hote hain tu kitne prakar ke hote hain?

Ji haan doston faceapp mein jo aapke chehre ko badala  ja raha hai  hi hai uske liye filter ka istemal kiya ja raha hai. Chaliye aise hi kuch popular filters ke vishay mein jante hain.


1.Smile and smile too:  Ess filter ke madad se aap chehre mein ek muskan la sakte hain aapke photo mein.

2.Young:  Ess filter ka istemal karne se aap chehre ko younger jawan bana sakte hain.

3.Old: Ess filter ka istemal karne se aap chehre ko older bana sakte hain.

4. Female: Ess filter se aap chehre mein female features la sakte hain.

5. Male:  Wahi isfiltered se aap chehre mein male features la sakte hain.



Faceapp ne in shikayat par kya comment di hai?

Faceapp ke anusar hua uses ke sabhi photo ko phone gallery mein hote hain unhe upload nahin karta hai apne server mein balki hua keval an photos ko upload karta hai jo ki user could editing karne ke liye istemal karte hain aur unhe upload karte hain. Wahi company ne is chij se bilkul hi deny  kiya hai hi ki hua kisi bhi user ka data kisi bhi third party ke sath bhi share nahin karte hain.


Iske alawa faceapp main yaha bhi confirm kiya hai ki photo jo bhi cloud server mein store hote hain editing hone ke liye unhe ncaa jyadatar 48 ghante ke baad apne aap delete ho jata hai service se. Wahi uses chahte hain to faceapp ko apne data delete karne ke liye request bhi bhej sakte hain. Unke anusar deletion  request bhejne ke liye ye report a bug  feature ka istemal user kar sakte hain, jaise aye aap setting mein pa sakte hain ise fast processing bhi ho sakti hai.


Aaj aapne kya sikha?

Mujhe ummid hai ki aap mere yar articleace faceapp kya hai ( what is faceapp in hindi)  zaroor pasand aayi hogi meri hamesha se ya koshish rahi hai ki reader score faceapp download kaise karen ya vishay mein puri jankari prada ki jaye jisse unhe  ki kisi dusre site internet may use article ke vishay mein puri jankari pradan ki jaye jisse unhe kisi dusre site ya internet mein article ke sandarbh mein khoj ne ki jarurat nahi hai. Iss unki samay ki bachat bhi hoti hai aur ek hi jagah main unhe sabhi information bhi mil  jati hai.


Yadi aapke man mein is article ko lekar koi doubt hai ya aap chahte hain ki  ismein kuch sudhar hona chahi tab iske liye aap neeche comment  likh sakte hain.


Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading

Post a Comment

0 Comments