Google Trend Kya Hai Aur Blogging Ke Liye Kaise Faydemand Hai?

Google Trend Kya Hai Aur Blogging Ke Liye Kaise Faydemand Hai?

Google Trend Kya Hai


Kya aap ko maloom hai ki Google Trends kya hai (What is Google Train in Hindi). Agar nahin maloom ki yah hamare kis kaam aata hai. Tu aaj main aapko yeah bataunga ki google trends blogging ke liye kis tarah faydemand hai. Jab hum apne blog ke liye koi post likhte hain to uske pahle keyword research jarur karte hain. Keyword research karke hum aaise keyword dhoondte hain jo logo ke dwara jyada search kiye jate hain.  Aur logo ko waisi hi jankari dene ki koshish karte hain jaise hua chahte hain. Google trends hamare liye vese hi keywords ko janam mein madad karta hai. Aageya janenge ki google trends kaise kaam karta hai. Hum sabhi jante hain ki seo aur blogging ke liye kitna jaruri ha keyworld research seo ka hi ek ek hissa hai.


Adhiktar blogger chahte hain ki unhe free mein aise keyword research tool milay jo acche keyword chune mein madad kare. Aur har post ko search engine mein rang karane mein safal ho sake. Har  trending to doston chaliye jante hain ki aakhir google trends kya hota hai aur ye kaam kaise karta hai.


Google Trends ek aisa tool hai jo samay ke sath hone wale har badlav ko record karta hai aur use graph ke roop mein hamein dikhta hai. Ja tu dulha main yaha bhi batata hai ki kaun se  keyword ko kitna bar logo ne aur kaun kaun se location se search kiya hai  ise hamein yeh janam mein madad milti hai uski word ko istemal karne se hame fayda hoga ya nahin is tarah yar ek bahut hi anokha tool hai jo samay ke sath hone wale badlav ko bhi batata hai.



Trends Ka Matlab Kya Hota Hai?

Ji haan aap ne bilkul sahi samjha log kisi chij ko jab jyada pasand karte hain to use waqt hua chij trending mein kahlata hai. Aur yaha samay ke sath badalta rehta hai.

Kuch keyword aise hote hain jis ka mahatva samay ke sath ghatta jata hai aur us par traffic bhi na ke barabar ho jata hai. To google trends  se hamein keyword ki tulna bhi kar sakte hain ki kaun sa keyword behtar hai iske sath hi yaha bhi saaf ho jata hai ki kaun sa keyword ka istemal karne a post main traffic bani ragi. Hamesha mai ke sath use update karte rehna chahiye aur is waqt bhi keyword train main usko implement karne ki koshish karna chahie agar wo relievant ho.

Google Trends har ghante ke search ko record karta hai aur batata hai ki keyword ka search  kab kitna ghanta hai aur kitna bada hai jab ab google trends dekhoge to hua aapko iccha anusar time period mein kisi keyword ko performance ki dikhega.



Google Trend Kab Aaya Tha

Jaisa  ki ki naam se hi pata chalta hai google trend,  google platform ke dwara shuru kiya gaya service hai sabse pahle ise 5 august 2008 main google ne google insight  for search ke naam se shuru kiya tha. 27th december 2012 google ne google insight  ko badal kar google trend bana diya.  Google trend google mein hone wale search keyword ki puri jankari ko category-wise hamein batata hai. Is tarah har niche  se jude log apne target keyword ki trend ko aasani se pata laga sakte hain.



Google Train Kaam Kaise Karta Hai

Waise bahut sare aise tool hai jo seo jani Search Engine Optimization {SEO} ke liye aap istemal karte honge  inme kuch tool free hote hain jabki kuch ped hote hain agar aap an tools mein keyword research karne mein thoda samay batate hain to fir aap ko google trends kaise kam kar deta hai ya janam mein asani hogi. Sabse pahle to aap yeh samajh le ki aap pet tools mein jo keyword nikalte hain ya fir compititors keyword ka pata lagate hain vah bhi trend,  search volume aur competition ke aadhar par hame sari data ko dikhta hai.

Google Trends 2004 se lekar abhi ek ghante pahle tak ke kisi bhi keyword ki puri information de dega.  Ek graph ke dwara saree jankari ko dikhta hai aap ismein search query box main apne target keyword ko dale.  Aap jis bhi country ke keyword friend ko check karna chahte hain use chunle.  Isme aapko time period lena hai ki aap kab se kab tak ki trend ko graph ke roop mein dekhna chahte hain.


Ess mein aap keyword key category ko select karen. Uske bad web search yani ismein,news,shopping,youtube  kis platform ki result dekhna chahte hain use select karen. Yeah aap ko result ke roop mein graph mein iske utar chadhav use khas time period mein dikhega. kar iske sath hi ya related topic aur related queries bhi dikhega aapko. Google trend iske alawa ek aur feature deta hai jisse ki aap do ya do se adhik keyword ke bich mein tulna karke ek sath graph mein dikhega. Graph toh ek hi hoga sabhi keyword ki alag alag lines hogi aur saath hi har keyword ke lines ka colour alag alag hoga tu is tarah ab kisi bhi keyword ka puri itihas jaan sakte hain.



Google Trend Tool Ke Fayde

Yeah tool bahut mining meher blogger aur website malik ko fayda pahunch aata hai blog ya website banane ka  maqsad hota hai ki  ig ada log tak pahunche ja ja sake. Kyunki jaha log honge wahi blogging ki popularity badhegi. Tu chali ye jante hain ki google train ke kya kya fayde hain aur jo sabhi bloggers ke liye mahatvapurn hote hain



Keyboard Comparison

Google trends se keyword ki tulna kar sakte hain. Is aap apni business ya block k liye sabse best keyword chun sakte hain. Isme aap dekh sakte hain ki ek hi topic ke alag alag keyword mai main se kaun sa keyword sabse jyada search kiya jata hai. Au aur sath hi uske pichle trends  dekh kar yaha bhi pata  chal jayega ki pahale aur ab mein in mein se kis mein utar chadhav sabse jyada hai.



Region aur subregion Ke Hisab se interest

Duniya ki har kone mein log hai jinki pasand apne sthan mein anusar alag hote hain. Aap chahte ho unke ruchi ko stul se aasani se jaan sakte hain. Maan lijiye aap united state united kingdom say traffic lana chahte hain to aapko janna hoga ki wahan ke logon ko trending mein kya chal raha hai aur kya pasand hai. Fir aap best keyword ka chunav  kar sakte hain jise wahan ke logo ke dwara sabse jyada search kiya jata hai ab keyword ke aadhar par high quality content wala post likh sakte hain. Agar aap search engine optimisation mein mahire hai to fir aap wahan se heavy traffic apne blog mein la sakte hain.


Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading

Post a Comment

0 Comments