OFF Page SEO Kiya Hai Hindi Me Puri Jankaari

OFF Page SEO Kiya Hai  Hindi Me?


OFF Page SEO Kiya Hai  Hindi Me?


Kya apne kavi suna hai ki off page SEO hai? Jab hum internet ki baat kare tab SERP (Search Engine Optimization) ki baat hame kaise bhul sakte hai. Enn search Engines mein top par aane ke liye hame ka gyan hona bohat jaruri hai. SEO tab se internet kko public ke estamal ke liyea ra SEOkha gaya tha. Tab se lekar aaj taj bohut se organizations din raat me lage huwe hai ki kaise wo jyada se jyada new audiences tak pouche, Jisse unke websites par jyada traffic aaye unke bishaye me jyada logo ko pata chale jisse unki jyada growth ho..


Lekin SEO bohut hadh tak badal chuki hai aur nirantar badal bhi raha hai. Samaye ke saath saath SEO ka matlab kewal Keyword research, content aur backlink tak hee nahi rah gaya hai balki esme aab aur bhi jyada sophisticated aur technical practise ka esmtemal hone laga hai. Wahi agar hum aashan bhasa mein kahe tab main 2 SEO techniques hai jo ki hai On-page SEO aur off-page SEO ka estamal kiya jata hai. wahi Search Engines mein rank karne ke liye hume dono SEO techniques ki jarurat hoti hai.

Off page SEO unn techniques ko kaha jata hai jo ki focus karte hai apki domain ki authority badhne ke liye jiske liye wo dusre websites se link ke liye depend karte hai. Off Page SEO ka sabse bada factor hota hai number aur backlink ki quality jo ki apke website ko point karti hai.


Chalyea aab kuch bahtreen examples se yea jante hai ki kaise apne websitee ke liyea badhiya backlinks banaye jaye.


1. Aaise badhiya content likhe ki dusre loog khudbakhud apke content link karna chhahe kyuki woh itna valuable hai.

2. Apne contents ko social media me jyada se jyada share kare jisse ultimately yea bhi link generate karegi.

3. Apne Industry ke kuch influncers ka outreach kare e-mail ke duwara ( Jisse aap unse apne blog ke review ke bishaye me puch sakte ho ya apne content unhe share kar sakte hai.) Yaa Aap chhahe to post me unhe bol sakte ho hai. Jise ki wo akhirkar aapse link jarur karega.

4. Aaise sites par guest blogging kare jo ki apkse kuch haad tak sambhandhit ho, yea guest post finally apke sites ko link back karega.

5. Aap Infographic bana sakte hai esme backlink milne ke jyada chances hoti hai.



Off Page SEO Kaise kare.

Agar apko apne blog ki traffic badhana hai toh apko off page SEO techniques in hindi ke baare mein janna bohut jaruri hai. Toh chalyea shuru karte hai.


1. Social Networking Sites

Social Networking bohut hii jyada badi chij hai dino . inhe kavi kavi "online reputation Management". bhi kaha jata hai.

wahi in social media site se judne hua pehla fundamental step hota hai hi jis ke dwara aap advertise karna market karna aur aapki online repetition ki ki  Ye acche hone ki sarwat karte hain Apne niche mein

Iske liye aap ko pahle in popular social networking sites a ay jaise ki Facebook,Twitter,Quora aur bhi anya main sign up karna hoga aur fir usme apni ek profile create Karni Hogi


2.Blogging 

Ek bahut hi behtarin tarika hai online website ko promote karne ke liye. apne website ke liye blog likhane se ya visitor ko apni aur akarshit karta hai jisse wo lagatar latest post padhte hain


Saathiya search engine ko aap ke side mein croll karne ke liye  majbur karta hai kyunki unhe bhi aap ke sabhi blog post interest ko update karna hota hai, hi jisse ultimate lee ya aapko madad karti hai aapke post ko hara rang karne ke liye.


Iske liye aap ko unique content create karna hoga apke block k liye,  Ye Jaye seki infographic,top list,kaise kare tutorials, viral videos Aur Bhi aanya.  apne ideas ko Lekar aap ko clear aur consis hona hai jisse ki reader Tak aap ka Sandesh Sahi tarike se pahunch sake.

Apne block ko promote karne ke liye Unhe niche blog directories aur blog search engine main submit karna Hota Hai



3. Blog Marketing Karna

Ap ko comment post karna chahi dusre block post mein jo ki saman niche mai ho aap k block ke tarah, yeah aap ko allow karta hai link add karne ke liye comment section mein. Search engine ke dwara crawl kiya jata hai jo ki madad karte hain unhe aapke site ko rank mein laane ke liye.



4. Forum Marketing

Aapko sahi forum ki talash karni hogi online jo ki aap ke neech se related ho, ho is se aap unko communities ke Ye saath Jhud bhi sakte ha.

Aap ko active rehne ke liye an trades  ko reply dena hoga uses ke sawalon ka jawab dena hoga sath hi sath jarurat padne par advice bhi offer karni hogi.

Isse ya aapko ek acchi repetition banane mein madad ke liye gi apne niche mein aur log aapko ek expert manenge.

Koshish kare ki dofollow form mein join hone ke liye esse aapko aasani se ek dofollow backlink mil Jayega  jisse aap unchi rang kar sakte hain.



5.Directories submission Karen

Aise bahut se log  honge jokey is directory submission par ab vishwas nahin karte hain. Lekin aisa bilkul bhi nahi hai kyunki is se ya aapko high rank  prapt k karne mein madad karta hai



6. Search engine submission Karen

Waise to search engine Aap Ke Side ko dheere dheere Khoj hi lenge lekin aisa karne mein kuch Samay lagta hai is prakriya Mein Teji laane ke liye aapko apni website ko popular search engine jaise ki Google Yahoo Bing Aur Bhi Anya may submit karna hoga.

Ya puri tarah se is baat par nirbhar karta hai ki aap kitne effectively is directories ka chunav karte hain aur kitne if efficiently aap Sahi category ka chnav  kar Unmai submit kar rahe hain.



7. Social Bookmarking Karna

Social bookmarking ek bahut hi hi  famous upay hai  website ko promote karne ke liye. iske liye aap ko apne latest blog post aur pages ko submit karna hoga bahut popular  bookmarking sites,  jaise ki stumbleupon, digg, delicious, reddit, Quora, ityadi mein....



8. Link Baiting Karna

Link baiting  ek doosra  tarika hai site ko promote karne ke liye agar aapne  up bahut hi popular aur unik post create kiya hai, hi tab jarur se log unhe apne content ke sath link karna chahega. is se aap ki site ki popularity bhi kafi badhegi.



9.  Photo Sharing Karna

Agar aapne apne article mein images ka istemal kiya hua hai tab aap unhe bade photo sharing website jaise ki Fikar, picasa,  Photobucket Mein istemal kar sakte hain

Isse se zyada log use dekh payenge aur uske niche comment likh sakenge saath mein use follow kar aapke site ka bhi pahunch sakte hain.


10. Video marketing karna

Photo setting ki tarah  hi agar aap ke paas video hai ya apne khud se create kiya hai  tab aap unhe sites jaise ki  YouTube,  Vimeo,  ityadi may submit kar sakte hain jisse logo ko mujhse kuch sikhne ko milega aur vah aap tak pahunch bhi sakte hain aapke link ke dwara.



Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading

Post a Comment

0 Comments