Google Search Engine Kya Hai Search Engine Kaise Kaam Karta Hai

Search Engine Kya Hai Search Engine Kaise Kaam Karta Hai


Google Search Engine Kya Hai


INTRO

Agar aapane khud ka website ya blog banaya hai to aapko search engine ke bare mein jankari hona chahie.
SEO sikhana chahte Hain to bhi apko search engine ke bare me puri jankari honi chhyea.

Aaj is article mein ham aapko search engine ke bare mein puri jankari dene wale hain jaise ki search engine kya hai search engine kaise kaam karta hai aap esse kaise upyog kar sakte hain kaun sa search engine badhiya hai. Internet ki duniya mein search engine ka bahut bada mahatva hai to chaliye search engine ke bare mein Puri jankari lete Hain.

Search Engine Kya Hai?

Search engine ek web adhikrut upkaran tool hai jo internet  user ko world wide web (WWW) ke madhyam se contents ki khoji karne ki anumati deti hai.

User koi keyword ya phrase search engine me likh kar search karte hai to usse bohut sare reasult dekhai jati hai jisme website link ,image,video aur bhi aanya prakar ka data hota hai.

Search engine ke dwara jo content user ki dekhaya jata hai usse search engine reasult oage (SERL) kahete ha.

Search Engine Ka Upyog Kaise Karte Hain

User apne computer,tablet,mobile ya kisi anya device par ek browser ke madhyam se search engine ka upyog kar sakta hai satta hai. search engine ke home page per jakar search box mein Koi ki word likhkar aasani se search kar sakte hain.



Search Engine Kaise Kaam Karta Hai.

Alag alag algorithm ka upyog kar user ko uska search ka result dikhata hai. search engine Maine Roop se kam karti hai jo is prakar se Hain.

1. Crawling
2. Indexing
3. Ranking

Search engine hamesha kam karne ke liye ine 3 points ko follow karta hai. to boliye iske bare mein vistar mein jante hain.



1. Crawling
Search engine ka kaam hamesa crawling se shuru hota hai . Ess process me sites ko scan karta hai aur uske sabhi page aur post ki detail nikalta hai jaise ki title, link,image etc.


2. Indexing
Uske baad indexing process hota hai jisme crawling ke dauraan sabhi data ko collect karke ek bare se databox me rakha jata hai.



3. Retrive and Rank

Yah search engine ka kaam karne ka aakhri process hai. Ess process me search engine user ke dwara search kiye jane par unke anushar unn relative articles jo unki data box se match khate hai usse reasult ke rup me dikhate hai. Search engine apne algorithm ke anushar reasult list dikhata hai.

Search ke dauraan reasult dikhane ke liye search engine engine Seva kiye Gaye data box se chunta hai hai uske liye unka apna alag measurement hota hai. Jo page user ke search ke anusar sabse jyada match khata hai aur mahatvpurn hota hai usse sabse upar dikhta hai.



Kya Sabhi Search Engine Ek Jaisa Result Dikhte Hain?

Ji nahin aisa jaruri nahin hai ki sabhi search-engine ek jaisa result dikhayen pratyek search engine ka apna alag alag algorithm hota hai jise anusar vah apne data box a user ke a content ke anusar search ka parinaam dikhate hain. Parinaam alag alag baton per nirbhar karta hai jaise ki user kis jagah se search kar rahe hain isase pahle user ne is bare mein kya kya search kiya hai aur bhi anya.

Yani ki har search engine ka parinaam dikhane ka aadhar alag alag hai jiske anusar vah jyadatar alag alag parinaam dikhte Hain.



Jab Search Engine Mein Search Kiya Jata Hai To Kya Hota Hai?

Jab sar engine mein koi user apna  word likh kar search karta hai tab search engine sabhi page Jo index hue hote hain unmen se a related content jo ki usse Jude mahatvpurn page ki pahchan karta hai aur algorithm ka upyog kar padhna mauka ek set mein prasangik pashto ko show karta hai


Pratyek search engine mein search con content ke anusar alag alag mahatvpurn result dikhte hain example ke liye agar aap Google mein kuchh likhkar search karte hain 2 result sabse upar a raha hai jaruri nahin ki alag vahi ki word likh big mein search karen to vahi result upaye.


Search Engine jo result dikhata hai wo kai sari baton per nirbhar karta hai.

1. Aap kis jagah se search kar rahe hain.

2. Aap kaun sa device se search kar rahe hain.

3. Isse pahle aapane use topics related kya kya search kiya tha.

4. Aap search karne ke liye kis bhasha ka istemal kar rahe hain.



Search Engine Kisi Page Ko Index Kyon Nahin Karta Hai.

Search engine ke dwara kisi page ko index nahin hone ke kahi sare karan hote hain.


1. Robots.txt

Kai bar developer sites ke page ka link robot.txt file mein de dete hain jisse wo block ho jata hai yani ki Google bot usse index nahin kar pata hai.


2. Sitemap.xml

Aap jab apne site ke  liye  sitemap.xml file nahin banate hain ya fir post publish karne ke bad sitemap.xml file ko website tool mein submit nahin karte Hain to aise maybe search engine board site ke link ko index nahin kar pata hai.

Agar aapke site ki link index nahin ho raha hai to ek bar sitemap ko dobara se webmaster tool mein submit jarur Karen


3. Crawling Errors

Kai bar search engine site ko crawl nahin kar pata hai jiski vajah se site ke naye page ke link index nahin ho pata hai. Agar is tarah ki samasya hota hai to aap website tool mein jakar crawl error jarur check karen usse fix karen.



Blocked by .htaccess 

Htaccess ek file hota hai jo ki aapke  server aapke site ke root folder mein rahata hai iska mukhya kam URL rule banana hai aur site ko configuration ko control karna hota hai.

Kai bar ismein galat rule lagane ki vajah se bhi site index hona band ho jata hai isliye agar aap right rule  ki jankari nahin to is file mein badlav na karen.


Conclusion:

Hello doston kaisa laga hamara yah post  Search Engine Kya Hai Search Engine Kaise Kaam Karta Hai aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. 


Thanks For Reading...

Post a Comment

0 Comments