Blogging Ke Liye Kuch Jankaari
Lekin yahan jo samjne ki baat hai woh achhe content likhne se blogger ka kaam khatam nahi hota kuiki acche content kisi bhi blog post ka ek chhota sa part hai, uske baad bhi bloggers ko aise bahut si cheeze karni padti hai jis ke baad hee aapke post google par rank karne lagegi kyunki yeh zaroori internet par sahi roop se nahi batayi gayi hai isliye aaj maine socha ki hamare new aur purane blogger friends joki blogging karna chahte hain unke sahayata ke liye aaj maine yea post likha hai jo ki aap logo ko madad karega ki kaise aap sahi tarike se blog promotion kare.
Yahan par main aap logo ko kuch aise tips aur strategy batane wala hoon jo ki aap ke aane wale saal mein main apne post ko rang karne mein bahut madad karega. Iske sath aap bahut kuch nayi chije bhi sikh sakte hain jo ki aapke blogger carieer mein aage bhadne mein bahut madatgaar saabit hoga toh der kis baat ki chaliye shuru karte hain aur jante hain blog promotion karne ke liye kuch tips .
Blog Promotion Ke Liye Kuch Tips
Strategy - IBe helpful main yes abhi blogger or content writer se request karta hoon ki koi bhi article likhne se pehle apne aap se ye sawal jarur kare ki aap jo bhi naya article likhne ja rahe hain kya woh kisi bhi tarike se kisi ke kaam aa sakta hai, iska jawab hum hai tu aage likhna chalu rakhiye aur agar nahi to aise article likh kar bhi koi fayda nahi hai
1. Be unique
Apne contents lekar hamesha likhe kyunki jyada loog samaan chije ke prati jyada aakarshit nahi hote hain aise main unhe kuch naya chahiye padhne ke liye agar apke article unique aap aasani se unka dhyan apni aur khich sakte hain.
2. Experts ko quote kare
Jab koi original article likhe, tu apne vicharo ko sahi sabit karne ke liye matlab ki logon ko aapke article par vishwas dilane ke liye apne article mein experts logo ki rai ko mention karna bilkul bhi na bhul ke logo ka vishwas aap ke prati aur badega
3. Trend ke sath
Aapko hamesha current trend ke sath chalna padega. Jo naya ghatak ho raha hai in cheezon ke upar ki post likhna chahiye is se log apne aap hai aapke aur akarshit ho jayenge kyuki unhe lagega ki aap ek blogger ke taur par hamesha friend ke sath kaam kar rahe hain.
Strategy to apne content ko searchable banaye aap jitne bhi achha likh le agar wo google search result nahi aa raha hai tab vo kisi kaam ka nahi reha gaya hai isliye apne content ko searchable banaye
4. Proper keyword research kare
Apne article ko search result banane ke liye aap ko acche se keyword research karna padega kyunki aisa nahi karne se unhe search result padhana itna aasan nahi hai yahi galti main roop se kabhi new blogger kiya karte hain.
*Strategy- II
1. Original image banaye
Khaskar sabhi bloggers apne blog mein stock photo ka istemal karte hain kyunki enn main unki samay ki bachat hoti hai lekin mera marna hai ki bhale hi aap 10 minute jyada lage lekin original image ka istemal kare jisse aap ke post apne aap hee auro ke samne alag lagenge.
2. Text overlay se image ko jyada effective banaye
Jayada social media websites por image ko jyada dhyan diya jata hai aur image overlay ko padh kar usse click kar lete hain jisse click-through apne aap hi jata hai isliye image overlay ka dhyan rakhe
3. Image ki madat se traffic badhaye
Image se article na keval jyada sunder dikhai padta hai balki is article ko padhne mein achha lagta hai. Jaldi se thik dhang se istamal kiya jaye tab facebook or pinterest se accha cast traffic bhi apne blog par lagaya ja sakta hai.
4. Content design for invest kare
Jyada tar logo ki aap ke blog par pehli baar aate hai woh itna busy hote hain ki unhe aapke content padne ka samay bhi nahi hota hai, woh sirf aapke content design se sahi prabhavit hokar aapke blog par aa jaate hain. Tu jitna aapka content design hoga uthna hai jyada lo aap k blog ko visite karenge.
5. Visual content banaye
Mera manna hai ki agar sabhi blogger apne blog ke post ko visually aakarshit banaye to apne aap hee visitor and content ke prati kheeche aajayenge. Creative picture or creative graphics se har koi aasani se prabhavit ho sakta hai.
Strategy-III
1. Relationship ko bahetar banaye
Kisi bhi online promotion ke liye logon se relationship achha rakhna bahut zaroori hai.
2. Real logon ke saath contact banaye
Sirf link building ke chakkar mein nari ka asli logo ke sath apna contact banaye jisse ki aapko future mein jyada fayda milega kyunki long term mein aisa asli friend hai jyada kaam aate hain.
3. Loyal audience banaye
Agar apke paas ek achha khasa loyal audience hai tab unhe jyada importance de aur unhe hamesa yea feel karayea ki wo apke liye kitna importance rakhta hai. Aur agar nahi hai to jal sejal aise loyal audience banaye keise socho ki aapke hai doosre post ki taak mein rehte hain
4. Doosron ke content bhi share kare
Internet ke relationship economy ki tarah hota hai. Yahan par aapko kuch paane ke liye kuch dena bhi hota hai yeah wala hai ek lamba process lekin uske result aakhri mein bahut hi shandar hote hain. Apke followers apke ekk small help ke liye apko bohat help karenge. Kuch dusre apke aane wala post ka bhi wait karenge.
5. Social media ki madad sirf network engagement badhane ke liye kare na kam karne ke liye naa ki spam karne ke liye
Social media ka istemal kabhi bhi spamming karne ke liye na kare balki uske cable network ko badhane ke liye aur engagement ko badhane ke liye kare. Logo ka vishwas aap ke upar banega nahi to wo aap ko chod kar kisi doosre ke taraf chale jayenge.
6. Social media par real naam ka istemal kare
Hamesha social media mein apne real naam ka istemal kare icse logo ka trust aapke upar bana rahega aur yadi kisi group mein chat kar rahe ho to be keval asli logo ke sath e-sampark banaye is se aap spamming se bach sakte hain.
Strategy-IV
1. A target audience ko pachane
Sahi meine mai apne audience ki problem ko samajhna padega aur uss hisaab se solution dena hoga jisse unhe problem ka hal mil sake. Aisa karne se unhe aap ke upar jyada vishwas hoga lagega ki aap unke sabhi sawalon ka jawab de sakte hain aur woh ek loyal audience ban jayega. Kiske saath aapko yeh bhi jaana hai ki aap ke audience kis category mein aate hain aakhirkar kya chahiye aur sita har ki aap ko apne post likhne honge
2. Aapke content aapke audience ke hisab se hona chahiye
Yadi aapke content aapke audience ke requirements ko pura nahi kar pa raha hai tu tab aaisa content generate karne ka koi matlab nahi reh gaya hai. Isiliye aapko relevant audience ke liye relevant content banana hoga jisse hum ko fayda ho.
Strategy -V
1. Apne audience ke sath personal contact rakhe
Apne audience ke sath sahi main main contact rakhne se unko trust aapke upar aur bhi ho jayega. Kyunki unhe lagega ki aap unki parwah karte hain aur samay aane par unki madat bhi karenge.
2. Kuch logo ko personally Email kare
Kisi ke vishay mein tweet karne se achha hai ki aap unhe personally email karde yeh thoda personal bhi hoga aur esse koi third person bhi nahi dekh sakta. Iske saath jitna jyada aapke paas logo ke email rahenge itna jyada aap unko apne new post bhej sakte hain jis se aap ke promotion apne aap ho jayega.
3. Lead generate kare
Yeh ek bahut hi accha tarika hai apne traffic ko subscribe me badalne ke liye uske liye aapko unhe kuch value dena hota hai jo ki kuch bhi book, software ,tools etc.
4. Acche image bhejiye
aapke domain mein is iseeth influencers kobita email bheje jisse ki woh action lene par majboor ho jaye. Kyunki email ka subject kuch aisa rakhe pg se padh kar aisa phir hogi aap unke raiko importance de rahe ho.
5. Apne audience ko content topic or unke interest ke hisab se Email bhajye
Apne audience ko pehle hi segment wise baat le jisse ki aap ko aasani hogi unhe email bhejne mein aap kaun hai unke interest ke hisab se email bhej sakte hain jis se sahi logo ko sahi email pahuchega
Strategy -VI
1. Targeted distribution kare
Jab bhi aapko distribution kare tab group se targeted kare jisse aapko aage bahut fayda hoga. Unhi logo se share kare jo ki pehli similar contant share kar chuke hain
Aise log ki talash kare jo ki pehle hai aapke competitors ka similar content share kar chuke ho. Lekin dhyan dene wali yea baat hai ki hamesha ki aapke content ki quality aapke competitors se achhi honi chahiye.
2. App ke content sirf specific target ko hee bhejiye
Aapne content sleep aise hi target ko bhej na chahiye jisse ki aapke content ki samajh ho nahi tu ye waste chali jayegi.
3. Promoters tak pahunche
Aapko pehle apne field ke top influencers ki ek list taiyar karne padegi. Phir unsse contact karna padega aur unhe aap ke content ko review karne ki request karni padegi. Yeh tabhi acche se kaam karega jab aap apne article ke aandar influencer influencer ko mentionkiye honge.
Strategy -VII
1. Social media ka sahi istemal kare
Agar aap ko apne post ke reach ko sahi roop se badhana hai tab aap ke social media ka sahi istemal karna hoga.
2. Post ki timing par dhyan de
Aap ko apne audience ke activeness time ko dhyan se dekhna hoga. Woh kis samay main jada active rehte hain aur kab kam. Kab jada apke content share kar sakte hain.
3. Jada places main share kare
Yadi aapko lagta hai ki aap ke content ko jyada loogo ko padhna chahiye tab aapko usse jyada se jyada jagha share karna chahiye jisse wo jyada se jyada logo tak pahunche sake .
4. Older content ko republic kare
Yeh aapko lagta hai ki aap ke content evergreen hai aur dobara se publish karna chahiye bilkul kar sakte hain kyunki aisa karne se aapke my subscribers ko it subject ke baare mein pata chal jata hai aur uske sath kuch existing subscribers joki post ko miss kar gaye hote hain unhe yeh dobara padhne ka mauka mil jata hai.
5. Pinterest ka istemal kare
Bahut sare bloggers aaj bhi pinterest ka istemal nahi kar rahe hain kyunki uske kabiliyat se anjaan hai. Bahut se blogger acche bloggers ka mana hai ki pinterest par official account hona ek taraf se anivarya hai.
Strategy-VIII
1. Esse possible kare
Chahe aap kitne bhi pyar kar le agar aap us kaam ko karne ke liye sahi samay mein kadam nahi utha rahe hain tab aap kabhi bhi usse karne mein safal nahi ho payenge.
2. First step pehla kadam uthaye
Prateek din subah hote hai koi bhi cheez karne se pehle aap ko apne staticts wale list ko pehli dekhna chahiye aur yea fix karna chahiye ki aaj aapki in strategies mein se konsi strategies ko apnayenge ki aapke audience main increasing ho.
Mujhe lagta hai ki main aap logo ko blog promotion karne ke liye kuch tips ke baare me puri jankari de aur meyatha karta hoon aap logo ko block promotion ke baare mein samajh aa gaya hoga.
Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading
0 Comments