Digital Marketing Kiya Hai Hindi Me?
Introduction
Aajkal apne Digital Marketing ke bare me bohut jyada suna hoga.
Agar apko ess topic se jude kuch doubt hai to bata du ki yah article toh chalyea aaj hum digital marketing kiya hai janne ki kosis karte hai.
Yadi aap is paksh ka jawab dhund ne yahan aa pahunche hain tu ab bilkul sahi jagah par aaye hain. Internet ke prati user ka rojana badhane ki wajah se aaj aaj business saiya ne digital marketing ko bahut hi hi tivragati se a apna ja ja raha hai.
Hi aaj ke tarikh mein yadi ham market ke states ki aur nazar dalen to lagbhag 80% shopkeeper kisi ke product ko kharidne se pahle ya uski service lene se pahle online research karna pasand karte hain. Use paristhiti mein kisi bhi company yeah business ke liye digital marketing course ko apnana bahut hi mahatvapurna ho jata hai chaliye ab isko digital mein jante hain.
Digital marketing kya hai?
Company mein banaye jane wale vastu aur service ko digital sadhan se marketing karne ki prakriya ko digital marketing kaha jata hai. Is prakriya ko aap sirf internet ke madhyam se hi kar sakte hain. Internet, computer, mobile phone, laptop, website advertisement ya kisi aur application ke dwara aap ise jud sakte hain. Digital marketing ek aisi jhariya hai jis se nai grah ko tak aasani se pahuncha ja sakta hai ise online marketing bhi kaha ja sakta hai. Digital marketing se producer apne grahak tak pahunch ne ke sath hi sath unki gatividhiyan ki avashyakta par bhi dhyan rakh sakta hai.
Grahako ko rojana kis taraf hai, grahak kya chah rahe hain , in sabhi par vivechna digital marketing ke dwara bahut hi aasani se kiya ja sakta hai. Aur yadi ham ise saral bhasha mein kahe to digital marketing digital teknik dwara kahan ko tak pahunch ne ka ek jariya hai. aap soch rahe honge ki online aur digital marketing kya hota hai aur isme kya kya chije aati hai tu chali ab main aapko is ek question ka bhi answer deta hoon.
Digital marketing ke andar bahut sare functions hai jaise ki social media,search engine,email marketing,concrete marketing, mobile marketing aur yah list badhti jati hai. Digital marketing ke andar aur bhi functions aate hain jis se aap apne customers ko prapt kar sakoge jaise ki news paper,tv,radio aur aur magazine. Isi wajah se jitne bhi digital marketing expert hote hain unki marketing mein bahut jyada demand hoti hai.
Digital Marketing ane wale samay mein kya jaruri hai
Agar hum aaj ke samay mein 20 - 30 saal pahle hi baat karen tho ja kahana bilkul bhi galat nahi hoga ki is waqt ke log tv, newspaper, magazines, aur radio ke madhyam se apne samagri ka upbhav karte the. Lekin dosto ab aisa nahin hai ab logo ke andar bahut badlav aaya hai chaliye jante hain kis tarah ke badlav ki baat main kar raha hoon.
Aaj ke samay mein log apna jyada samay facebook par bitate hain, facebook par apne dosto aur parivar walon ke saath connect hote hain. Tv dekhne ki jagah wah youtube par video dekhna hai jyada pasand karte hain aur newspaper padhne ki jagah hua online blog read karte hain.
Yahi kuch mukhya karan hai ki aaj ke samay mein digital marketing ka rukop jyada hai.
Tips:- hum apne product advertise kara sakte hai jaha par loog hangout karta hai (facebook,blog, youtube etc)
Aaj ke samay mein janata apni suvidha ke anusar internet ke jariye apna man pasand avashyak saman ko aasani se prapt kar sakte hain, ab har koi bajar jaane se bachta hai.
Aise mein digital marketing, aapke business mein banaye gaye product or service ko logon tak pahachane mein madad karta hai,
Digital Marketing hee woh Wajah hai jisse kam samay mein ek hi vastu ke kai prakar se dikhaya ja sakta hai upbhokta ko jo pasand aaye hua turant use le sakta hai.
Ise vyapari ko vyapar karne mein kafi madad mil rahi hai, hi hua bhi kam samay mein jyada log se juda par rahe hain aur apne product ki khubiyan utpadakta tak bhi pahuncha rahe hain.
Digital Marketing ke prakaar
Chaliye ab isko samajhne ka prayas karte hain| definition of marketing in hindi language
1. Search engine optimization hindi me
Is topic par main pahle hi ek article likha hua hai hi aap chahe to use padh sakte hain baki yahan main aapko short mein thoda batata hoon.
Yah ek prakriya hai jisse ki website ko search engine mein parinaam main upgrade kiya jata hai aur kis website par bhi was ki sankhya mein bhi badhotri hoti hai.
2. Social media
Social media jaise facebook, twitter, instagram,linkedin etc yeh sab social media website hai. Social media hi ek aisa madhyam hai jisse ki ek vyakti apne vichar ko hajaro logo ke samne rakh sakta hai.
Eyes jyada digital mein batane ki avashyakta nahi honi chahiye kyunki ise aajkal insaan istemaal karta hai aur iske bare mein sab kuch pahale se jaanta hai. Lekin kya aapne gaur farma hai ki jab aap yah site dekhte hain to is par kuch kuch antaral par vigyapan dikhte hain aur vah marketing ka part hai.
3. Email marketing kya hai?
Jab aap email ke dwara kisi bhi company ke product ko dusre tak pahunch aate ho to usko email marketing kaha jata hai. Dekha jaaye tu ja email marketing her company ke liye avashyak hai kyunki koi bhi company apne nai prastav ko email ke jariye hi uska marketing karta hai.
Yahan par to aapne khud bhi kai baar dekha hoga- jab aap kisi bhi video ko chalate ho to usse pahle ads aate hain hua wahan par bhi marketing hi ho rahi hai. Dosto yeh hua madhyam hai jahan bahut se logon ki bheed rahti hai ya you kha lijiye ki bheed sankhya mein bhi was youtuber par hamesha jani har waqt rehte hain jisse ki kamai karna aasan hai.
5. Affiliate marketing hindi me
Job website blog link ke madhyam se kisi bhi company ke product ya vigyapan kiya jata hai to uska commission bhi liya hai aur ise hi affiliate marketing kaha jata hai.
6. PPC marketing hindi me
Ppc click: yeah 1 internet vigyapan model hai jo website par kamaal kiya jata hai. Yahan par adver ananya website or searchmain apne vigyapan ko show karte hain aur jab koi user use vigyapan par click karta hai tu advertiser host ko bhugtan karta hai.
7. Apps marketing hindi me
Internet par play store mein alag alag applications banakar logon tak pahunch chain aur use par apne a product ka prachar karne ko apps marketing kehte hain. Yeah digital marketing ka ek bahut hui uttam rasta hai, kyunki aaj kal badi sankhya mein loog smartphone ka upyog karte hain.
Digital marketing ki definition hindi me
Is prashn ka uttar bahut bada hai lekin main aasan shabdon
Mein batana chahunga ki digital marketing course likhkar aapki tarah ke fayde utha sakte hain jaise ki
- Marketing ke apka naam banega
- Aap ki alag pehchan hogi
- Aap kafi bade matra mein paise kama sakte hain
- Aapka har chij ki knowledge hogi
Aur aap ko kya chahiye har insaan padhai paise kamane ke liye hi karta hai, ja tu bina jyada degree ke bhi aap bahut paise kama sakte hain.
Conclusion:
Digital marketing ek bahut acchi field hai jis ka upyog karke aap apne vyapar on ko bada kar sakte hain aap ko kafi fayda hoga. Isase aap producer yeah vyapari ke bich acche se a relation bana rahega, digital marketing online earning ka ek bohut achha hee sadhan hai jisse apnk logo ne apna carrier bhi banaya hai aur aap bhi bana sakte hai.
Mujhe asha hai apko digital marketing kiya hai achhe se samaj aagayi hogi .
Agar apko avi bhi kuch puchna hai ess article se releted toh aap comment ke madhyam se puch sakte hai aur agar apkoyah lekh pasand aaya ho toh aap esko dosto ke saath social media par jarur sahare kar sakte hai.
0 Comments