Google Adsense Auto Ads Kiya Hai Hindi Me Puri Jankaari ?

Google Adsense Auto Ads Kiya Hai?



Google Adsense ess planet ka avi sabse badhiya ad program hai. Chahe eske bohhut sare alternative hai, lekin innovation user -friendliness aur overall experience ke terms me avi tak eske badhiya koi bhi anya competitor perform nahi kar paya hai.


Feburary 21, 2018 ko Adsense ki team ne google auto ads ko sabhi ke liyea launch kar diya  tha. yah Halke time mein AdSense ki team ke dwara ki Gayi one of the biggest innovation hai. yahan tak ki auto ads aapka najareea Badal Degi Jis hisab Se aap AdSense ko use karte rahe hain. Jyadatar AdSense publisher ke biggest concern  main se ad placement, ad Optimisation aur ek badiya User experience Banaye Rakhna.



Google auto ads publisher Ke Liye Ye Sab chijo Ko manage karne ke liye artificial intelligence ka use karti hai. Phir Bhi Ek publisher ke roop mein aap yah cheeze  manage kar sakte hain.


1. Global setting: ads kab display Ho

2. Domain - besed setting:  is chij ko configure Kijiye ki kaun se domain ya subdomain par kaun si ads so Hoon.

3. Directory setting:  aap is cheez ko configure kar sakte hain Ki Kisi Ek particular directory mein Kis Tarah Ki ad Show ho example ke liye agnation wale page aur achieve wale page mein aap Chahe ki matched content wali ads so to aap is chij ko AdSense Mein setting panel se control kar sakte hain. to aap is chij ko AdSense ke setting panel Mein control kar sakte hain is feature ko advance URL setting ke naam se Jana jata hai.


Auto ads ke bare mein abhi tak Hamein used the mixed review  hi Mili Hai. Fir Bhi Main AdSense ke auto ads ke a Bhavishya ko Lekar asawali Hoon Kyunki yah public sarke sar se adS Optimisation ka Bojh Halka Kar Degi aur blogger Keval badiya content build karne mein Apna Sara Dhyan Laga payega. Google AdSense Hamesha Se Hi ache log and play program raha hai par ab Yaha completely automatic ho gaya hai iska Shreya artificial intelligence ko jata hai.



AdSense Auto Ads Ke Baare Mein Jaane Ke Liye Important Baat Hai

Jis kisi ne bhi kabhi Google AdSense ko use kiya hai uske liye auto ad bilkul Bhi Ek Samanya Nahin Hai Fir Bhi auto ads ko use  ko use karne se pahle kuch chij Hain Jo ki aapko Janna chahie ya aapke Unka questions ka answer de Degi Jo aapke Man Mein Iss ki integration ko Lekar hai


Yadi Apne Apne blog par already AdSense ad ko Lagaya hua hai aap decide kar sakte hain ki aap kaun hain abhi remove nahin karna chahte. AdSense auto ads completely e automatically Unhe detect kar lega aur Adhik ad use hisab se display karegi.

Kya aap already anchor yeah vintage adS use  kar rahe hain? main auto ads Mein anchor augmented add include hai aur iske sath sath text aur display ad in feed aur matched containerd bhi Shamil Hai. Is Baat Ko note Kijiye ki Sabhi user joki page-level ads ko use karte hain Kisi bhi code add kiyea Jane ki aawaskteya ke bina , auto ads par migrate kar diya jayega . fir bhi apne adsense acoount mein login  Karke auto ads ke liye Global setting ko set karna Ek badiya idea hai.



Google AdSense Auto Ads Ko Enable Karen

Step 1.

  • Apna Google Adsense login kijyea 
  • Ads- auto ads me jayea
  • 'Setup auto ads' par click kijyea
  • Enabling automatically Kar Ke Niche format aa jayega
  • FIR save par click Karen
  • Ab ad code ko Apne blog ya website ke Har ek page mein lagayein. Hum iske liye Google tag manager ka prayog karte hain aap apne liye Kisi bhi badiya technique ka prayog kar sakte hain yadi aap already page-level ads ko use kar rahe hain to aap ko kuch bhi karne ki jarurat nahi hai

Aap Hamesha Google auto ads ki performance ko my add auto ads mein jakar. aur statistic Mein jakar check kar sakte hain.


Overall Yeh dekhna bada majedar hoga ki Google auto ads future Mein Kaise kaam karta hai. abhi tak Hamein Iske bare mein mixed review hi Mil Rahe Hain kuch log complaint kar rahe hain ki Unhe ya system Jyada ads dikha raha hai. Par jaise ki main pahle  Kaha Samay ke saath ya kuch aisa  hi se sabhi ko adapt karna hoga to jaise ki ya system machine learning ko use karta hai ya Samay ke saath apne aap Behtar hoga.


Hamein AdSense auto ads ke sath Apna experience bataiye kya aapne ise abhi implement kiya hai ya nahin. Aise hi aur information post padhte Rahane ke liye naye bloG post ke bare mein  Hamare website ko subscribe Kijiye is block post se sambandhit Kisi bhi Tarah ka question puchne ke liye Neeche comment Kijiye Agar aapko Hamara post Pasand Aaya Ho To Apne doston ke saath share Kariye Unhe bhi bataiye ki auto-ads Google AdSense ka kya hai



Conclusion:
Hello doston kaisa laga hamara yah post aap hamen niche comment box mein bataiye, agar aapko hamara post pasand aaya to isase aap social media per share jarur karen. Thanks For Reading

Post a Comment

0 Comments