Hello friends kaise ho aap sabhi ko ek aur fresh post mein aapka bahut bahut swagat hai. Doston ess digital jamane mein apne alag alag prakar ke marketing ke bare mein jarur suna hoga jaise social media marketing, content marketing, digital marketing aur bhi bahut prakar ke marketing ke bare mein apne jarur suna hoga.
Friends enn hee sari marketing mein se aapane email marketing ke bare mein bhi jarur suna hoga, jo ki aajkal bahut hi jyada sunane mein aur upyog karne mein aata hai. Hi friends jab bhi aapane email marketing ke bare mein suna hoga tab aapke mind mein ek sawal jarur aaya hoga email marketing kya hota hai aur email marketing kaise kiya jata hai.
Friends inhi sawalon ko dhyan mein rakhte hue main aapko is artical mein yah bataunga email marketing kya hai aur email marketing kaise kiya jata hai sath sath ham yah bhi janenge ki email marketing ke kya kya fayde hain.
Doston chaliye jante hain ki email marketing kya hota hai ise kaise kiya jata hai?
Yah bilkul esse tarah hai jaise maan lijiye ki apne product ya service ka prachar alag alag jagah par akbar ki tarah faila diya jaaye. Pahle log akbar istemal bhi kiya karte the lekin abhi sab ke pass smartphone hone ki vajah se email marketing ka prayog kiya jata hai.
Email marketing kya hota hai? Yah samajhne ke liye main aapko ek simple sa example dekar bata deta hun yah ek aisa example hoga jo ki aapko iske smartphone mein har roj dekhne ko mil jata hoga.
Jab aap koi website bhej jeet karte hain tab apne a an website per aisa kuchh likha hua jarur dekha hoga 'subscribe to our blog' jahan per aapko apna email address dena hota hai jab aap email address dekar subscribe karte ho tab aapka email address use website wale ke pass chala jata hai.
aur jaise hi aap ka email address unke pass chala jata hai vah log aapko har hafte apne service yah product ke bare mein email bhejte hain esse pure prakriya ko email marketing kaha jata hai.
friends ab tak ham sabne jaan liya ki email marketing kya hota hai yahan tak ki humne ek udaharan ke sath samjhane ki koshish ki, ki email marketing kya hota hai? Chaliye aage badhate hain aur yah bhi jante hain ki email marketing kaise kiya jata hai.
Ab itne logon ko ek sath email bhejne ke liye jo gmail naam ka application hamare smartphone mein hota hai uska istemal nahin kiya jata hai iske liye alag email marketing software ka istemal kiya jata hai. Inhi sab ke alava email marketing ke liye active users ke email address wale list ki bhi jarurat hai.
Chaliye friends main aapko yah bata deta hun email marketing software kya hota hai email list kya hota hai.
Email marketing software: ek aisa software hota hai jiski madad se ek bar mein hajaron logon ko email bheja ja sakta hai. Mailchimp ek aisa email marketing software hai jiska istemal bohat sari companiyan karti hai.
Email list: yah ek kai sare active user ke email address ka list hota hai is list ka istemal logon ko inke email adress per email bhejne ke liye kiya jata hai.
So friends ine teen chijon email marketing software, email list, email theme ka istemal karke email marketing kiya jata hai. Email marketing software ki madad se yah bhi jaan sakte ho ki ek din yah ek hafte mein kitne email address bhejne hai.
Friends ham sab ne yahan tak jjaani ki email marketing kya hota hai email marketing kaise kiya jata hai hi ab aakhri mein ham yah jaan lete hain ki email marketing karne ke kya fayde hain.
1. Email marketing traditional marketing ke mukabale bahut hi kam paise main kiya ja sakta hai aur traditional marketing se yah bahut hi madadgar hai.
2. Email marketing email marketing ke help se aap apne product ya service ko bahut hi kam samay mein jyada logon tak pahuncha sakte hain.
3. Email marketing low cost hone ke sath itna aasan hai ki iske karne ke liye bus aapko apna laptop ya computer chahie hoga iske liye aapko ghar ke bahar jaane ki jarurat nahin hai.
4. Email marketing mein aap apne a idea pahchan sakte hain main kahane ka yah matlab hai ki aap email marketing mein yah jaan sakte hain ki aapke audience ki ki aisa kya hai? Unhen kya pasand hai? Vagaira vagaira
5 Aap jab bhi email marketing karoge tab aap yah jaan sakte ho ki kitne logon ne a aapke email per click karke aapke website per visit kiya. Kitne aapke store se kya kharida aur bhi bahut kuchh bilkul aasani se jaan sakte hain.
Conclusion
Friends enn hee sari marketing mein se aapane email marketing ke bare mein bhi jarur suna hoga, jo ki aajkal bahut hi jyada sunane mein aur upyog karne mein aata hai. Hi friends jab bhi aapane email marketing ke bare mein suna hoga tab aapke mind mein ek sawal jarur aaya hoga email marketing kya hota hai aur email marketing kaise kiya jata hai.
Friends inhi sawalon ko dhyan mein rakhte hue main aapko is artical mein yah bataunga email marketing kya hai aur email marketing kaise kiya jata hai sath sath ham yah bhi janenge ki email marketing ke kya kya fayde hain.
Doston chaliye jante hain ki email marketing kya hota hai ise kaise kiya jata hai?
Email Marketing Kya Hai
Friends ekadam saral bhasha mein kaha jaaye to email marketing ek aisa marketing ka jariya hai jiski madad se koi bhi company ya koi bhi vyakti apne service ya product ka prachar apne customer ki email mein bhejkar kar sakta hai hi esko email marketing kaha jata hai.Yah bilkul esse tarah hai jaise maan lijiye ki apne product ya service ka prachar alag alag jagah par akbar ki tarah faila diya jaaye. Pahle log akbar istemal bhi kiya karte the lekin abhi sab ke pass smartphone hone ki vajah se email marketing ka prayog kiya jata hai.
Email marketing kya hota hai? Yah samajhne ke liye main aapko ek simple sa example dekar bata deta hun yah ek aisa example hoga jo ki aapko iske smartphone mein har roj dekhne ko mil jata hoga.
Jab aap koi website bhej jeet karte hain tab apne a an website per aisa kuchh likha hua jarur dekha hoga 'subscribe to our blog' jahan per aapko apna email address dena hota hai jab aap email address dekar subscribe karte ho tab aapka email address use website wale ke pass chala jata hai.
aur jaise hi aap ka email address unke pass chala jata hai vah log aapko har hafte apne service yah product ke bare mein email bhejte hain esse pure prakriya ko email marketing kaha jata hai.
friends ab tak ham sabne jaan liya ki email marketing kya hota hai yahan tak ki humne ek udaharan ke sath samjhane ki koshish ki, ki email marketing kya hota hai? Chaliye aage badhate hain aur yah bhi jante hain ki email marketing kaise kiya jata hai.
Email Marketing Kaise Kiya Jata Hai
Email marketing kaise kiya jata hai yah sawal ko sunte hi aap soch rahe honge ki logon ko email bhej bhej kar email marketing kiya jata hoga bilkul aisa hi kiya jata hai lekin yah sab kuchh bade paimane mein kiya jata hai jaise ek sath 10,000 ja isase jyada email bhejna.Ab itne logon ko ek sath email bhejne ke liye jo gmail naam ka application hamare smartphone mein hota hai uska istemal nahin kiya jata hai iske liye alag email marketing software ka istemal kiya jata hai. Inhi sab ke alava email marketing ke liye active users ke email address wale list ki bhi jarurat hai.
Chaliye friends main aapko yah bata deta hun email marketing software kya hota hai email list kya hota hai.
Email marketing software: ek aisa software hota hai jiski madad se ek bar mein hajaron logon ko email bheja ja sakta hai. Mailchimp ek aisa email marketing software hai jiska istemal bohat sari companiyan karti hai.
Email list: yah ek kai sare active user ke email address ka list hota hai is list ka istemal logon ko inke email adress per email bhejne ke liye kiya jata hai.
So friends ine teen chijon email marketing software, email list, email theme ka istemal karke email marketing kiya jata hai. Email marketing software ki madad se yah bhi jaan sakte ho ki ek din yah ek hafte mein kitne email address bhejne hai.
Friends ham sab ne yahan tak jjaani ki email marketing kya hota hai email marketing kaise kiya jata hai hi ab aakhri mein ham yah jaan lete hain ki email marketing karne ke kya fayde hain.
Email Marketing Karne Ke Fayde
Friends email marketing karne ke kya fayde hain vah chahe yah ho hi email marketing se aapke online store per jyada visitor aaye ya fir aapke website ya block per traffic achcha khasa aaye. Chaliye one-by-one jante hain ki email marketing ke fayde kya hai.1. Email marketing traditional marketing ke mukabale bahut hi kam paise main kiya ja sakta hai aur traditional marketing se yah bahut hi madadgar hai.
2. Email marketing email marketing ke help se aap apne product ya service ko bahut hi kam samay mein jyada logon tak pahuncha sakte hain.
3. Email marketing low cost hone ke sath itna aasan hai ki iske karne ke liye bus aapko apna laptop ya computer chahie hoga iske liye aapko ghar ke bahar jaane ki jarurat nahin hai.
4. Email marketing mein aap apne a idea pahchan sakte hain main kahane ka yah matlab hai ki aap email marketing mein yah jaan sakte hain ki aapke audience ki ki aisa kya hai? Unhen kya pasand hai? Vagaira vagaira
5 Aap jab bhi email marketing karoge tab aap yah jaan sakte ho ki kitne logon ne a aapke email per click karke aapke website per visit kiya. Kitne aapke store se kya kharida aur bhi bahut kuchh bilkul aasani se jaan sakte hain.
Conclusion
Friends waise to email marketing ke aur bhi kai sare fayde hain lekin filhal ke liye itna hi.
Mujhe ummid hai ki yah post padhne ke bad aapko yah jarur pata chal gaya hoga ki email marketing kya hota hai email marketing ke fayde kya hai aur email marketing kaise kiya jata hai to chaliye aaj ke liye itna hi agar aapko hamara post pasand aaya to aap apne doston ke sath jarur share karen.
0 Comments